Quote:
Originally Posted by :Qassim:
Wah Saraab jee ... Wah
MajbooriaN ke arsh se le ayeeN farsh par
Sab khwaab asmaan pe benaam reh gaye
Kya manzarkaShii kee hai ... Bohot bohot umdah ... Bohot saarii daad qubool keejiay
Qassim Mirza :Qassim: |
Qassim Sahab, azhad shukr guzaar hoon is zarra nawazi per....bohot khush rahye