Quote:
Originally Posted by rida jabeen Kaise kaheN ke rasta hi khatm hogaya Manzil pe jab pohunchne maiN do gaam reh gaye
waah janab kiya hi khubsurat sher keh dala hai aap ne
besakhtaa dil se waah nikla dheron daad is sher k naam |
Rida Sahiba, aap ko sher pasand aya, bohot bohot shukr guzaar hoon