Quote:
Originally Posted by azam_hfd Jis ke bhi aagay rotay, so deta yahi jawab
Teri shikayatoN maiN mere kaam reh gaye
Saraabs....
kia daad di ja sakti hay is umda khyal ki.... wah.
kitna nazuk aor achuta khyal hay.....
Allah karay zor-e-qalam aor ziyada....
Azam |
Azam Bhai, bohot bohot shukria is hosla afzai ke liye, ummeed hai ab aap se regular mulaqat rahegi
HG per