Re: Teri nigaah maiN faqat ilzaam reh gaye | | Jis ke bhi aagay rotay, so deta yahi jawab
Teri shikayatoN maiN mere kaam reh gaye
Saraabs....
kia daad di ja sakti hay is umda khyal ki.... wah.
kitna nazuk aor achuta khyal hay.....
Allah karay zor-e-qalam aor ziyada....
Azam
__________________ @};- Please update your Signature : Administrator HallaGulla |