walaikum Asslam faizan MASHALLAh se aap jab likhtey hain
kamal ka likh detey hain bohut arsey bad itna mas hoor kardene
wala kalam parh rahi hoon mandraja bala misra aur aik sher
haasil e ghazal laga dheron daad aap k naam
pochuN tery bary meiN to ro deti hy barish
yadoN ki mehak ho k tery hijr k taa'ny
chup chaap maiN rakh leta huN, jo deti hy barish