Re: manind-e-shajar hara bhara huN | | Quote:
Originally Posted by yasmin ahmad Faizaan bohat khubsurat ghazal hai mashallah daad kabool kiejea aur bohat khush rahian | yasmin Sahiba ap ka mamnun huN k aap ne waqt nikala aur is ghazal ko paRha aur sraha.... Allah Mola aap ko shaad-o-aabad rakhy...
__________________
-------------------------------------------------
Bedil libaas-e-zeest bohat deeda-zeb tha
aur ham ne is libaas ko ulTa pehan liya...
(Bedil Haidri) |