Re: Is tarah se mujrim hamain bedard na thehra | | Tere bhi Saraab ishq main kuch kam thi hararat
Tu uske rawayye ko bohot sard na thehra wah .. bohat khoob .. maza aa gaya aap ki ghazal parh k saraab .. meri tarf say bohat zida daad qabool kijiay 
__________________ Tum aa kay baray shouq say lo jaiza-e-dil Jo cheez jahan chor gay thay woh waheen hai |