Quote:
Originally Posted by kanch ki mehroo yaqeenan maine jo tabdeeli ki , woh apke asal khayal say mukhtalif hogi... dar'asl maine to wazan k hawalay say tabdeeli ki thi, maiN to sirf aik misal daina chahti thi k asah'ar is tarah wazan maiN honay chahiyeN...
baqi ap yaqeenan mujh say behtar samajhtay hoNgay..
khush rahiye |

bahoot shukreyya
waisy wazan k hawaly aur rhtehm k lehaz say main aap say mutafiqq hoon.
umeed hay mustqbil main bhee aap ki aaraa aur mashwroon say faizyaab honay k maoqa milta rahay ga
aap bhee khush rahain hamesha