Quote:
Originally Posted by kanch ki mehroo
khush amdeed Ahmed sahab..
umda asha'r kahay aapne.. dad qubool kijiye... aur mashq jari rakhiye..
pehlay shair maiN thori si tabdeeli kar rahi hooN ... daikhiye..
muhabbatoN k hisar maiN ho
k jaisay ghuncha bahaar maiN ho..
isi tarah say baqi asha'r bhi daikhiye ga..
khush rahiye |
G bahoo shukriyaa.
mager nay jo tarkeeb ikhtiyaar ki uss ki logic aur wajoohaat hain
pehlay misray main Abhi ka lafz yeh zahir kar raha hay k yeh waqtii kai-fi-yat hay. mohabbatin aaj kal main bahoot jaldi muntaqil ho jati hain.
phool beech bahar main k matlab yeh k choo k mohabbat naee hay iss leyay jaisay phool bahar main ghiraa hota hay iss tara say mukhatib bheee mohabat ka center hai.
key akheyaal hai. please comment