Dear
Hallagulla fellows and poetry lovers
yoon too kafi arsay say Sha-eri kar raha hoo mager yeh pehla maoqaa hay k yahan hallgulla per aap k goosh guzar kar raha hoon.
iss leyay umeed-e-Qawi hay k aap ki hoslaa afzai saath rahay gi.
"
Abi mohabbatoon k hisaar main hoo jaisay phool beech bahaar main hoo uss nay bewafai seekhe nahe hay soo abhi uss k shumaar main hoo yeh dukh-o-sukh k baham ta-al-luk Jaisay reshta lail-o-nahaar main hoo" Shabby
2oth Sep 2007
Aap ki aaaraa aur hoslaa afzai k kha-hish mandd