Quote:
Originally Posted by qamar94 salaam,
achi ghazal..... ache izhaar se muzaiyan
matlah ka misra e saani istahfam paida kar raha hai.... lekon eik mukamil aur pur asar ghazal hai aap ki
duaon ke saath
qamar |
Qamar Bhai, aap jaisi hasti ka itna keh dena mere liye bohot bara aizaz hai....samajh nahin ata kis zaban se aap ka shukria ada karoon...apni duaon main zaroor yaad rakhiyega