Quote:
Originally Posted by qamar94 hameesha ki tara khubsoorat kalaam...
zain ji meri eik ghazam mein hymwatan joor ke likha gaya tha jis pe pakistan ke adabi halqoon ne eitraaz kiya hai ke adab mein baham likhna ghalar hai tab muje hum watan likhna para is se pehle ke aap pe eitraaz ho dilshikni alehda kar dijiye
aur isse dil shikni likhye
muhabatoon ke saath
qamar |
ohh.. to aisa bhi hota hai..

.. iski koi khas wajha
... shukriya Qamar bhai... mere bhi ilm maiN izafa huwa...
khush rahiye