Quote:
Originally Posted by zain ASLAAM O ALEKUM, kesey mizaaj hain dosto? umeed hai bakher honge, lijiye aek baar phir ,aek nayi ghazal ke saath aap ke zoq ko aazmaaney aa pohancha,umeed hai bardaasht karain ge, is ghazal ka mayaar kaya raha,is ka andaaza aap ki aara se hi ho sakey ga,so apni bahot qeemati aara se zaroor nawaaziye ga,intazaar rahey ga, bahot khush rahiye,aabaad rahiye, |
hameesha ki tara khubsoorat kalaam...
zain ji meri eik ghazam mein hymwatan joor ke likha gaya tha jis pe pakistan ke adabi halqoon ne eitraaz kiya hai ke adab mein baham likhna ghalar hai tab muje hum watan likhna para is se pehle ke aap pe eitraaz ho dilshikni alehda kar dijiye
aur isse dil shikni likhye
muhabatoon ke saath
qamar