Quote:
Originally Posted by kanch ki mehroo aray bhai... sharminda kiyoN kartay haiN.. hum to khud ap jaisay khubsoorat likhnay waloN say seekhtay haiN..
aur yaqeenan ap is say ziada tareef k haqdar haiN...mashAllah..
likhtay rahiye..khush rahiye |
Once again, thanx a lot. Bare fankaar ki yahi pehchan hai ke wo aap ki tarah munkasir-ul-mizaaj hota hai. Anyhow, ek baar phir bohot bohot shukria.