
09-03-2007, 08:40 AM
|
 | Just Kidding | | | Join Date: Jun 2006 Location: Islamabad
Posts: 7,245
Country: Tutorials:
0 My Mood: Thanks: 1,636
Thanked 671 Times in 484 Posts
Nominated 25 Times in 13 Posts TOTW/F/M Award(s): 0
Rep Power: 1821 | |
Re: Ham kahaaN, dard kahaaN, hosh kahaaN, log kahaaN | | Quote:
Originally Posted by Saraabs Ham kahaaN, dard kahaaN, hosh kahaaN, log kahaaN Ham se mad-hosh mana paaye tera sog kahaaN Ghaliban ham ko thi wehshat ke ma'aani ki talaash Warna yun jaaN ko lagata hai koi rog kahaN | Ghaliban ham ko thi wehshat ke ma'aani ki talaash Warna yun jaaN ko lagata hai koi rog kahaN baei wah Saraabs Sahab! kya khoob sher kahy haiN aap ne, dusra sher to kuch siwa lutf de raha hy, bohat khoob..... isi trha acha acha likhty raheN, aur ham se share krty raheN, Allah Mola aap ko bohat zaida ata kary, khush raheN, abad raheN...
__________________
-------------------------------------------------
Bedil libaas-e-zeest bohat deeda-zeb tha
aur ham ne is libaas ko ulTa pehan liya...
(Bedil Haidri) |