achi kawish ahi... mashq jari rakhiye..
aik bat kehna chahooNgi k apne ghazal maiN qafiye par tawajja nahiN di.. jaisa k matla maiN aapne "khizaaN aur jaN" ko qafiye k taur par istemal kia hai...to ab apki ghazal k qawafi inke hi hum sooti alfaz honay chahiyeN thay..
wazan par bhi tawajja dijiye..
khush rahiye