Re: Use tu yaad yoo.N aye dil na ker dewaanaa waar | | Abhi nahi.N tu kabhi ye bhi ghis he jaye ga
Ragard raha hoo.N mai.N pather per sir dewaana waar
Wo khoof tha meri wehshat bhari nigahoo.N main
Ke khalq bhag uthi dhek ker dewaanaa waar
Tamam shehr mai.N halchal macha ke jaye ga
Jo aa gaya tera wehshi idher diwaanaa waar
Wah...Kia zabardast hai....Khalid Sahab....bohot si daad qubool ho. |