Aslama-o-Aliakum
sab se pheley tu late aur itney din badh aney per mazraat
aur ab atey hain aap ki nazam ki traf
sachi bataoon itney dino badh PC main aya hon tu aap ki nazam ney dil kush ker diya hai
ik dam perfect
meri traf se itni acchi nazam kehney per bohat se dadh qabool karain
ALLAH aap ko sada kush rakhey. ALLAH aap ko dhairon kamyabiyan attah kerey aur ALLAH Pak aap ko mazeed tareeeqi attah karain. Ameen Sum Ameen
