Quote:
Originally Posted by qamar94 adaab.,
nudrat e khiyaal ki daad qabool kijiye
aise kalaam ko koshish kareen ke roman mein nahin balke inpage mein kissi se kara liya kareen aur ziyaada nikhar jata hai... urdu mein jab khubsoorati se banaya jayee to parhne waale ka lutf dobaala ho jata hai..
bajout acha laga
apna khiyaal rakhiye
qamar |
bhut shukaria inpage yahan esa koi neigh jo help keray app ke mashwaray ka shukaria khush rahian. Yasi