"Qamar aisa bhi din aa'ay dil-e-nadaaN ka ham socheN..."
baei wah Qamar Sahab, lutf aa gya ghazal paRh kr, meri janib se aik aik sher
pr dheroN daad qubool kreN... aur Afzal bhai ne bilkul durust kaha, aur un ki duaa hamary dil ki bhi dua hy...
Allah Mola aap ko shaad-o-aabad rakhy....