Re: Maujoun ki gohd mein kabhi dariya mein ja ke daikh | | afzal ji adaab,
kabhi kabhi ilfaaz itne kam hote hain ke mud,daha biyaan nahin ho pata.... aap ki jitna kalaam nazar se guzra tashnagi barhane hi ka sabaab bana ... intezar rahne laga apa ki khubsoorat shairi parh kar.......
apna khiyaal rakhiye
bahout saare khalos ke saath
khair andesh
syed irshad qamar |