Re: raye shumari baraye muqabla-e-tarahi ghazal.. | | Is muqabilay maiN jahaN kuch naey seekhnay waaloN ki koshishaiN nazer aaeiN waheeN kuch bohat achay ashaar bhi peRhnay ko millay. meri nazer maiN in ghazloN kay mutaabiq jo marking banti hay maiN ussay yahaN post ker raha huN aur us ki roshni maiN shureka apni khubioN khamioN ka jaez lay saktay haiN.
1. Furqan 1 +3.5 = 4.5
2. Shoaib 0 + 1 = 1
3. Fehmeeda 1+ 2 = 3
4. Afzal 4 + 4.5 = 8.5
5. Yasmin 2 + 3 = 5
6. Beykhudi 2.5 + 3 = 5.5
7. Noor 4 + 5 = 9
8. gumnaam 1 + 1.5 = 2.5
9. aas 1 + 1.5 = 2.5
10. Meesam 4 + 4 = 8
11. Ihsaan 3 + 3 = 6
12. Shehre wafa 3.5 + 3.5 = 7
13. Zeneya 3 + 3 = 6
14. Bailamos 1 + 2.5 = 3.5
tamam shureka e muqabila kay liay meri duaeN
wassalam
sohail malik
__________________ Sohail Malik |