Quote:
Originally Posted by kanch ki mehroo walikum asalam..
wahhhhhhhhhhhhhhh wah wah....wahhhhhh...ki a bat hai...kia hi kehnay....alfaz nahiN haiN tareef ke liye...shandaaar...b ohat hi shandar ghazal kahi aapne...wahhh...
bohat bohat khush rahiye |
Mehroo ji aap ki pazeerai meray liay yaqeenan bohat baRa tohfa hay aur aik shaer ki baat bhi koi shaer hi behter tereeqay say samajh sakta hay chunancheh aap jaisay sukhen shanaas logoN ki qaderdaani bilashubah nemat hi hay.
khush rehihay
wassalam
sohail malik