Re: yehi derd hay yehi soz hay | | kiya baat hay,,waah waah waah,kiya kahnay hain huzoor,,subhan ALLAH,, meri aarzo ka naseeb too meri iltija teri guftugo rahon na rasa to gila nahi mujhay apnay ishq pe naaz hay is shair nay ghumadiya,,khas kr pehla misra ,,meri iltija teri guftugo,,kiya kahnay hain,,,aap ka mansab aisa hay kay mujhay to daad daynay ki bhi majaal nahi hoti,,,, dosray shair main ghammaz hay ya ghamaz hay? duaon main yaad rakhiye ga |