kaash | | kaash tujh ko dil say bhulla sakon tere yadein dil say mitta sakon kaash tujh ko ....... tufaan hey aur bari duur kinara zakhmon say chuur apna badan sara apni kashti paar na laga sakon kaash tujh ko ..... shaam kaisa phir ye gum ley aaye maar dalegi mujh ko ye tanhayee na janay aaj ye raat bitta sakon kaash tujh ko ...... chor ker mujh ko gaye hain jub say jaag raha hon soya nahi tub say so jaon tu khuwabon main la sakon kaash tujh ko dil say bhulla sakon teri yadein dil say mitta sakon kaash tujh ko .............. |