Quote:
Originally Posted by suman shah Adaaaaaaaaaaaab
janaaaaaaaaab mujhay bhi apna poetry section banwanaaaaaa hay.
is liyeeeeeee darkhwastttttt jama kara rahi hoon.jawab ki muntazir sumanshah |
Suman abhi
HG poets grp/section ki membership kuch arsay ke liye close kar di gaii hai... inshAllah kuch arsay maiN hum reopen karaiN gay to apko inform kar diya jayega..
khush rahiye