Re: Mai Rona Chahti Hun.... | | aap ne theek kaha ke apni poetry share karna goya khud ko khuli kitab ki manind zaher karna hai lekin yeh bhi to hai na ke hamare aksar khyalat aur ahsasat sabhi ke hote hain.sabhi jazabat ko usi tarah mahsoos karte hain jaise hum.aur woh sher ki shakl main zyada mossar ho jate hain. aap ki yeh kavish bahut khoobsurat lagi.aap zaroor likhti rahein.meri pur khuloos daad aap ki is kavish ki nazar.
__________________  ..... |