
07-06-2007, 07:56 PM
|
 | Ishtiaq | | | Join Date: Aug 2005 Location: London,UK
Posts: 3,567
Country: Tutorials:
0 Thanks: 62
Thanked 99 Times in 73 Posts
Nominated 5 Times in 3 Posts TOTW/F/M Award(s): 0
Rep Power: 1693 | |
Re: waadoun ko teray mein ne senay mein rakh lea | | bahot khoob Yasmin saaheba,achi koshish rahi yeh aap ki,so daad qabool kijiye,
chand aek baatain aor kehna chaahata hoon,umeed hai mind naheen karain gi,......
ghazal kehney ke liye chand aek buniyaadi baaton ka khayaal rakhna bahot zaroori hota hai,jesa ke RADEEF,..QAAFIYA,..B EHAR waghera,....aap ki is ghazal main radeef (SEENEY MAIN RAKH LIYA) to mojood hai,lekin baaqi cheezon ka fuqdaan hai,...hamaarey issi forum main aek thread hai,jis ka link main aap ko de raha hoon,aap us thread ko baghor parain,yaqeenan aap ko bahot kuchh seekhaney ko miley ga wahaan se,(aor agar aap un baaton par amal bhi karain to yaqeenan aap ki shaairy bahot behtar ho sakti hai,) ab yeh aap par hai ke aap us mazmoon se kitna faaida utha sakti hain,1.gif)
link yeh raha........http://www.hallagulla.com/urdu/urdu-...ls-137519.html
bahot khush rahiye,aabaad rahiye,1.gif)
__________________ Signature Removed - Image exceeds 650 px by 350 px |