Re: raa'y shumari bra'y muqabla-e-nazm goi (June 07) | | aaj marks daynay baitha hon to pata chala kay marks dayna to boht mushkil kaam hay.dil krta hay kay sab hi jeet jaain.sab nay khoob mahnat ki..
marks kuch yon hain:
1- 3+4= 7
2- 1+4= 5
3- 4+3.5=5
4- 4.5+4.5=9
5- 4.5+4=8.5
6- 2 + 2= 4
7- 3+4 = 7
8- 4+4 = 8
9- 3+3.5 =6.5 main aik martaba phir is muqablay kay tamam shurka ko dili mubarkbaad kay saath unhain sarahta hon kay unhon nay itni khobsorat nazmain takhleeq keen,,,jin kay kam marks hain mujhay poori umeed hay kay aainda wo is say ziyada hasil karsakain gay shukria ali zubair
Last edited by saahir; 06-28-2007 at 08:12 AM.
|