Humari zindagi ka | | Humari zindagi ka bas ajab fasana hay
Dard say rishta apna bohat purana hay
Har waqt kush rahna bhi acha nahi lagta
Dard ko magar chupanay ka yhee bahana hay
Kuch pal thay zindagi k bohat he haseeen
Aab unhein soch k bas muskurana hay
Kab tak tanha bahta rahay ga dariya younhee
Aakhir thak k isay samandar mein utar jana hay
Kuch naey rishtay bananay hein usay bhoolanay ko
Humein bhi phir aakhir aik din sanwar jana hay
Humair
__________________ Aik Mujay Bas Woh Nahi Milta Wasay Log Hazar |