Re: Kuch to junuN kay tour tereeqay | | Salam,
Sohail saheb, app ki ghazal parhi, bohat lutf aaya, khaasaa classical touch hay ghazal mein, bilkul wohee lakhnaw aur dehli wala. daad hazir hai qubool kijeh.
Raza Alam
__________________
MujhKo Meray Afkaar kay Aainay mein dekho
Qirtaas kay Dhabbay meri pehchaan nahi hen
Sahir Faizabadi |