Quote:
Originally Posted by mohsin naqvi wah boht khooob
aj pehli bar ap ko pada
aur boht maza aya
mashallah
boht hi kamal ki ghazal kahi ap nay
daad kabool kijiye "HG PuNj@bI@Nz" |
Salam,
App mera yaqeen kijeh yeh Kamal ki ghazal nahee hai yeh meri ghazal hai, laikin jabb say iss ghazal ki Zain aur Zubair nay islaah ki hai yeh waaqaii kamal ki ho gaee hai.
Tareef ka bohat bohat sukriya.
Raza