Quote:
Originally Posted by Shehr-e-Wafa khird razi ba-wada-e-ferda
yeh dil kehta hai jo ho so abhi ho bohat khoob safeena ji..pehli baar aapko parhne ka ittifaq hua.. bohat umdah likhte hain ..
dhair sari daad qubool kijiye |
Salam,
Bohat bohat shukriya kay app ko mera kalam pasand aaya, iss mein humaray kalam ka nahee app ki nazar-e-karam ka kamal hai.
Raza Alam