Quote:
Originally Posted by WanderingThoughts achi bat hy Jnab k aap ne in batoN ko samjha.... ji zuroor, Allah ne chaha to aany waly dinoN meiN aap ki poetry meiN bohat nikhaar paida ho ga... bas musalsal mashq zururi hy... Allah Mola aap ko bohat ziada aata kary, khush raheN, aabad rhaN.... |
thankxxxxxxxx faizan bhai
ap ki islah boht help kerti hai muje hamesha
sada khush rahein
..................