Quote:
Originally Posted by safeena Salam Zeeshan,
wah saheb, kia baat hai, meray kahyal mein 99% logon kay sath yahee masla darpaish hai, kay ...........kash kay us say keh daitay "humein tum say mohabbat hai" isi chakkar mein pata nahee kitnay moqay zaya ho chukay hein
Bohat maza aaya parh kay, daad qubool kiejh. aur khush rahiye.
Raza Alam |
thankxxxxxxxxx safeena jiii
ap ko meri nazam pasand aii
ap nay sahi kaha k sabhi k sath ye masla hota hai
aur me k sath b
kher ap ka shukerya
sada khush rahein
"HG PuNj@bI@Nzz"<!-- google_ad_section_en d -->