Quote:
Originally Posted by rida jabeen walaikum Asslam kaafi ddin bad aap ka purana sahi lekin taza kalam
parhne ko mila hai kahan they aap aur itne din se aap ne itna umdah
shairi se humein door q rakha well yeh maine pehli baar hi parhi hai
mere liye nai hi hai yeh so daad qubool kijye achhi lagi hai bohut |
Salam again,
Buss mein app logon ki takhleekhaat parhta rehta hoon waqtan fa waqtan, Bohat shukriya ghazal ko pasand karnay kay liye, appki daad sarr ankhon par
Jee mein nay appko bataya na kay mein kaafi dinno say soch raha tha kay post karom laikin mujhay pata yaqeen nahee tha kay pehlay bhee share kar chuka hoon kay nahee isi waja takheer ho gaee, muaazrat.