Re: ~Hina ka Rang Jaisay Aarzi ho~ | | walaikum Asslam kaafi ddin bad aap ka purana sahi lekin taza kalam
parhne ko mila hai kahan they aap aur itne din se aap ne itna umdah
shairi se humein door q rakha well yeh maine pehli baar hi parhi hai
mere liye nai hi hai yeh so daad qubool kijye achhi lagi hai bohut
__________________ |