Re: Raye shumari baraye muqabla-e-nazam goi (March-07) | | sab judges ka bohat bohat shukriya k unhoN ne apny qeemti waqt maiN se kuch pal nikaalay aur shurakaa-e- muqabla ki takhleeqat pr any raa'ay se aagah kiya... abhi kuch der maiN fateh ka ailaan kr diya ja'ay ga.1.gif)
__________________
-------------------------------------------------
Bedil libaas-e-zeest bohat deeda-zeb tha
aur ham ne is libaas ko ulTa pehan liya...
(Bedil Haidri) |