Quote:
Originally Posted by Shagufta Basit bhai aap agar apni nazm k saath apna naam na bhi likhain na tu main pehchaan sakti hon k ye aap ki ho gi 1.gif) ... wohi aam per behud khaas lehja..
achi nazm hai
likhte raheye khush raheye |
Bhabii behnaa muhabbateyn heyn aap kii khush raheyeyn sadda aabaad raheyn@};-