Quote:
Originally Posted by sohailmalik64 Dear faizan derj zail sher aik kaifiat ko bohat hi khubsurat aur besakhtagi say bayan ker raha hay, bohat achay.
lo ga'ay hambhi kaam se aakhir,
ye gya hosh wo gai aawaz
regards
sohail |
sher pasand krny ka bohat shukriya Sohail bhai...
baqi ghazal k bary maiN aap ki kya raa'ay hy
