ruk ga'ay qaaflay, tehar gai shaam
thak ga'ay herf so sai aawaz lo ga'ay hambhi kaam se aakhir,
ye gya hosh wo gai aawaz
muntazar kab kisi ki thi Faizan
us ko jana tha, so gai aawaz...
wah kia kehnay
1.gif)
boht hi khoob or purasar
maqtaa to boht hi khoob raha
1.gif)
boht hi pasand aai dher sari daad
aap ki muntazir hay
sab say pehla sher jo red color main mention kia hay
us ki urdu composing main proof ki ghalti hay

zara drust frma lain
1.gif)