Jaanaan,,,,mein sang sang terey | | Jaanaan mein sang sang terey chalna chahta hoon khud koo ab mein badalnaa chahta hoon gar hoo sakey too tum mera saath deyna haathoon mein merey haath deyna tanhaa chaltey chaltey khud sey bhee ajnabii hoo giya hoon mein kabhii yahaan kabhii wahaan bheer mein iss jahaan kii khoo giya hoon mein gar chahoo too tum mujhey manzill merii dikhaa deyna naa hoo sakey ye tum sey too naam apna merey dill sey mitta deyna hoslaa dill koo mein koii dilla naheyn saktaa laakh chahoon bhee jaanaan mein ab tumheyn bhulla naheyn saktaa,,,,,,,,,,,,,, ,,,,,,,,,,,@};- taaza baa taaza,,,,,,,,,,tumha rii nazar@};-
__________________ Signature Removed - Image exceeds 650 px by 350 px |