Re: meray maalik may teri janib ayaa hoon | | Asslamo alikum MASHALLAh se aap ki kavish bohut achhi hai unwaan bhi be had acha hai 2 batein balkey rqst thein aap se mind na kijye ga aik to yeh k plz aap zara in page pe apni shairi ko type kardiya karein ya phir apna font style and size change kardiya karein jis se baa saani parha ja sakay aur aik ghalti ki taraf aap ka dhiyaan lana chahoon gi aap ne aik line main monis ka segha istemaal kiya hai isey theek karlein plz may itnee hi baykeemat thi?
__________________ |