Yaad e Madina | | Dil mein hay har waqt yaad e Madina
Meri Aankhon ko mil jay khak e Madina
Farishtay bhi krtay hein taazeem yanha ki
Hay iss qadar jahan mein Pak Madina
Tasawur kia to khud ko jaliyon k agay paya
Aab to ankhon mein har waqt khawab e Madina
Aik duniya yanhaa say faiz leti arhi hay
Tha kise zamanay mein yahee sarab Madina
Humaray bhi dil mein aas hogai janay ki "Humair"
Jab say hokay aay hein mere kuch ahbab Madina
__________________ Aik Mujay Bas Woh Nahi Milta Wasay Log Hazar |