Re: tumhara SaaT Rehta he......... | | kabhi milta nahi lakin akayla bhi nahi kerta
k jaisay darya ka duja kinara sath rehta hai
wahh wahhh wahhh..
khobsurat khayal ...or umda ghazal
inam bhai share kertay raha kijyee....
__________________ jo rukay to koh-e-giraan thay hum, jo chalay to jaan se guzer gaye rah-e-yaar hum nay qadam qadam tujhay yaadgaar bana diya |