assalam o alaikum
bohhhat acha silsila shuru kiya hai aap nay Moin ... bohhat acha laga yeh jaan k .. lekin jinn k pass composed form main nahi hai poetry like me to woh log kya karain .. matlab jinn k paas sirf Roman main hi hai???
kya woh roman main hi yahan share kar saktay hain apni poetry ya iss k liye specific form ka hona zaroori hai ?
bohhhat khush rahhiye
bohhat sari duaoon k saath
1.gif)
__________________
Wo jo shakhs tha wo kitab tha, so kitab jaisay bikhar gae
Wo jo khwab thay wo azab thay, so azab jaisay thehr gaye