Re: tumhara SaaT Rehta he......... | | Salam Inaam bhai,
Bohat khoobsorat Ghazal, wah wah saray shair bohat acchay hein.
Kabhee milta nahee laikin akaila bhee nahee karta
Kay jaisay Darya ka dooja kinara sath rehta hai
wah. Daad qubool kijeh.
Raza Alam
__________________
MujhKo Meray Afkaar kay Aainay mein dekho
Qirtaas kay Dhabbay meri pehchaan nahi hen
Sahir Faizabadi |