Re: MahabbatooN ka Tiri Ihtiraaf meN ne kia | | Salam,
Ameen saheb, MashaAllah bohat hi umdaa kalam hai, itna accha kalam kam kam hi parhna naseeb hota hai, meri janib say dili daad qubool kijeh.
Raza Alam
__________________
MujhKo Meray Afkaar kay Aainay mein dekho
Qirtaas kay Dhabbay meri pehchaan nahi hen
Sahir Faizabadi |