waah waah waah,,,bhai wah waah waah,,kiya kahnay hain,,,boht khoob,,boht hi umda,,,,,,,,,dil say hota huwa sar e mizgaan,,aa k ik karwan ruka hay abhi,,,,,kiya kahnay hain ,,lutf aagaya hy,,,,,,boht khoob,,saahb boht hi khoob,,,,mujhay is waqt is share ny itna lutf diya hy k haya ji aapka boht shukria,,,,,,,,,,,,y e poori ghaza aik murassa ghazal hay,,,bila shuba aik shah kaar hay,,snipper bhai ki baat
pr mujhay shadeed hayrat hoi k unhain khayal k tasulsul main kahn kami nazar aai,,,,khayal ki to itni umda bunat hoi hay atlay say meqtay tak k kiya kahnay hain aap k,,,,,,,,,aik mertaba phir waah waah,,agar aap ijaazat dain gi to hum isay apnay jareday main publish kerna chahain gay,,,,