Re: Bila unwaan | | Wahhh ...ada saayen .....aap ki taraf say thori mukhtalif nazam aye ....
aur tasveer ka doosra rukh bhi Mashallah bohat khubsurat hai
iss ko mukammal zaroor kijiay ga ....
main to intzaaar karungaa ....kyu mehrooo ...?
khushh khushh rahiay ...aap kay liay dhairr sariii duaen ....
Allah aap ka hami o nasir
__________________ Kehtay ho kay Bichray koi muddat nahi guzri Lagta hai kabhi tum nay calander nahi dekha |